Islam me salam ki ahmiyat 17

♻✳♻

✦вɪѕмɪʟʟααнɪʀʀαнмαռɪʀʀαнєєм✦
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔

         MADNI-MAASHRA

         ☆ ★ PART- 1⃣7⃣ ★☆

Islaam Me Salaam Ki Ahmiyat

⇨ 17- Jab kisi se mulaqaat ho to sabse pehle" Assalamu alykum" kahiye.

★ Jab kisi se mulaqaat ho to sabse pehle Assalamu alykum kahiye sidhe hi guftgu shuru karne se parhez kijiye, Jo baat cheet karni ho salaam ke baad kijiye.

★ Nabi Kareem SaLLaLLahu  ALayhi  WasaLLam ka irshad he↴

Jo koi salaam se pehle kuchh baat karne lage uska jawab na do.

Tirmizi.

★ Jab mulaqaat ke waqt apne bhai ko Salaam kar liya aur (zara der ko ) darmiyan me darakht ya patthar ya diwaar ki aad aa gayi, fir usi waqt dobara mulaqaat ho gayi to dobara salaam kare.

Abu Dauwd-5200.

  Yani ye na soche k abhi adha minute hi to salaam ko hua he itni jaldi doosra salaam kyu karu.

[ pαʀт ⇨18 ]
           cσηтίηυє...
               Nεxт  тimε  insнα  αllααн.

         ✿
          ▍▍✧ Mαdทï Mαรнrα ✧
          ▍        safa no. 241.
          ▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
✳♉♻

No comments:

Post a Comment

Yaha aap apna maswara likhe